In this song, the first verse praises Lord Ganesha and describes his qualities. In this bhajan (devotional song), Lord Ganesha is referred to as “Gauri Ke Laala” because he is the son of Goddess Gauri (another name for Goddess Parvati). This bhajan has been beautifully sung by Chanchal Prajapati in her melodious voice.
Pehle Tumhe Manau Gori Ke Lala Bhajan
Bhajan: | Pehle Tumhe Manau Gori Ke Lala |
Lyrics: | Traditional |
Singer: | Chanchal Prajapati |
Lable: | Sangeet Mithas Digital |
BHAJAN: PEHLE TUMHE MANAU GORI KE LALA
Pahle tumhein manaao,
Gauri ke lala.
Ganga ji se jal bhar laau,
Ganga ji se jal bhar laau,
Pahle tumhein main chadhau,
Gauri ke lala.
Pahle chandan main le aai,
Pahle chandan main le aai,
Tumko tilak lagau,
Gauri ke lala.
Peela pitaambar main le aai,
Peela pitaambar main le aai,
Pahle tumhein pahnau,
Gauri ke lala.
Laddu modak main le aai,
Peela pitaambar main le aai,
Pahle bhog lagau,
Gauri ke lala.
Bhakt jano ke kaaj savaro,
Bhakt jano ke kaaj savaro,
Pahle tumhein manau,
Gauri ke lala.