Nand Ke Aand Bhayo Jai Kanhiya Lal Ki Janmastami Lyrics – नन्द के आनंद भयो जय कन्हैया लाल की

Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki” is a popular devotional song sung during the celebration of Lord Shri Krishna’s birth . In this song, praise is offered on the occasion of the Janmashtami. This Bhajan has been beautifully rendered by Manoj Mishra ji with his melodious voice.

गाइये गणपति जगवंदन भजन

Bhajan :Nand Ke Aand Bhayo Jai Kanhiya Lal Ki
Lyrics :Traditional
Singer :Manoj Mishra

Read in – English / हिन्दी

Bhajan: Nand Ke Aand Bhayo Jai Kanhiya Lal Ki

He Anand Umang Bhayo,
Jai Ho Nand Lal Ki
Nand Ke Anand Bhayo,
Jai Kanhaiya Lal Ki ||
He Braj Mein Anand Bhayo,
Jai Yashoda Lal Ki
Nand Ke Anand Bhayo,
Jai Kanhaiya Lal Ki ||

Jai Ho Nand Lal Ki,
Jai Yashoda Lal Ki
Gokul Ke Anand Bhayo,
Jai Kanhaiya Lal Ki ||
He Anand Umang Bhayo,
Jai Ho Nand Lal Ki
Gokul Ke Anand Bhayo,
Jai Kanhaiya Lal Ki ||

Jai Yashoda Lal Ki,
Jai Ho Nand Lal Ki
Haathi, Ghoda,Paalki,
Jai Kanhaiya Lal Ki ||
Jai Ho Nand Lal Ki,
Jai Yashoda Lal Ki
Haathi, Ghoda, Paalki,
Jai Kanhaiya Lal Ki
He Anand Umang Bhayo,
Jai Kanhaiya Lal Ki ||

He Koti Brahmanda Ke,
Adhipati Lal Ki
Haathi,Ghoda, Paalki,
Jai Kanhaiya Lal Ki ||
Jai Ho Nand Lal Ki,
Jai Yashoda Lal Ki
Haathi,Ghoda, Paalki,
Jai Kanhaiya Lal Ki
He Anand Umang Bhayo,
Jai Kanhaiya Lal Ki ||

He Gauein Charaane Aaye,
Jai Ho Pashupaal Ki
Nand Ke Anand Bhayo,
Jai Kanhaiya Lal Ki ||
Jai Ho Nand Lal Ki,
Jai Yashoda Lal Ki
Haathi,Ghoda, Paalki,
Jai Kanhaiya Lal Ki
He Anand Umang Bhayo,
Jai Kanhaiya Lal Ki ||

Poonam Ke Chandr Jaisi,
Sobha Hai Paalki
Haathi,Ghoda, Paalki,
Jai Kanhaiya Lal Ki
He Anand Umang Bhayo,
Jai Kanhaiya Lal Ki
Gokul Mein Anand Bhayo,
Jai Kanhaiya Lal Ki |
He Anand Umang Bhayo,
Jai Kanhaiya Lal Ki ||

Ye Bhakton Ke Anand Kand,
Jai Yashoda Lal Ki
Haathi,Ghoda, Paalki,
Jai Kanhaiya Lal Ki |
Jai Yashoda Lal Ki,
Jai Ho Gopal Ki
Nand Ke Anand Bhayo,
Jai Kanhaiya Lal Ki ||

Anand Se Bolo Sab,
Jai Ho Braj Lal Ki
Haathi, Ghoda, Paalki,
Jai Kanhaiya Lal Ki |
Jai Ho Braj Lal Ki,
Paavan Pratipaal Ki
He Nand Ke Anand Bhayo,
Jai Ho Nand Lal Ki
Nand Ke Anand Bhayo,
Jai Kanhaiya Lal Ki

Leave a Comment

Exit mobile version